5/10/2007

शिक्षा एक पणय॒ वस्तु क्यो नही ?

शिक्षा एक पणय॒ वस्तु हे ओर इसका विक्रय होना ही चाहिऐ .भारत मे शिक्षॉ का मतलब सुच्नाओ कि उलटी भर हे --वय्क्तिताव का विकास नही .सुच्नाओ कि उलटी करने वाले अध्यापक बछो के वेयाक्तिताव को दबाते हे उभरते नही .फिर इसके व्यापार से दर केसा बल्कि इससे शिक्षा को सस्ता बनाने मे मदद मिलेगी .शिक्षा पर कुछ गिने चुने संस्थानों का कब्जा ना होकर पर्तिस्पर्धा व बडे बाजार के कारन ये इतनी सस्ती हो जाये कि हर किसी कि पहुच मे आ सके ओर हर कोई अपने लिए उपयोगी कोर्स कर सके नकी सिर्फ माँ बीए करने के लिय्वे मजबूर राहे .हलाकि निजीकरण ओर बजारिका छतीसगढ़ जेसा नही होना चाहिऐ कि हर कोई दूकान खोलकर बेत जाये बल्कि कर्माश सुधर होना चहिये ओर छात्रो के बच्व के भरसक उपाय होने चाहिऐ ।

स्कुलो मे उपस्थिति ?

अक्सर ये कहा जाता हे कि स्कुलो - कोलेजोमे छात्र उपस्थित नही रहते इसलिये छात्रो के लिए उपस्थिति अनिवार्य होनी चाहिऐ .मेरी समझ मे छात्रो कि नही शिक्षको कि उपस्थिति अनिवार्य किये जाने के पर्यास होने चहिए बेइमानी भरा तर्क हे कि --छात्र कक्षाओ मे नही आते क्या कोई दूकानदार ये तर्क देता हे कि चुकी ग्राहक नही आ रहे इसलिये मे दुकान पर नही रहूंगा .अगर छात्रो के ना आने पर अध्यापको को वेतन ना मिले तो --वो  निजी स्कुलो    के तरह मजबूर हो जायेंगे ।

5/07/2007

एक पक्षीय कानून ?दहेज़ घरेलू हिंसा .

मेरा अक मित्र पुलिस मे कॉन्स्टेबल हे उसने बताया कि दहेज़ मे दर्ज़ होने वाले ७० पर्तिशत मामले झूठे होते हे .वास्तविक रुप से पिउदित महिलाये तो अभी भी कनुना का फायदा नही ले [प रही हे उल्टे ससुराल वाले थोड़ी भी कहा सुनी होने पर या तलाक के लिए उइसका इस्तेमाल करते हे .बस अफ ई र दर्ज़ कराने कि देर हे ओर फिर सरे घर के अन्दर छे भुदी सास हो या जवान ननद -----क्या वो महिलाये नही हे ..समय के हिसाब से कुछ तो बदलाव किये ही जाने कहिये जेसे पडोसियों ओर ससुराल पक्ष के रिश्तेदारो को भी गवाह समन हो तब गिरफ्तारी हो वो भी केवल पुरुष सदस्यों कि .मे भी पहले महिलाओ को भूत सहानुभूति के साथ देखता था पर अब लगता हे बव्नाओ मे बहे बिना सत्य का पता लगाकर ही मत यकता करना चहिये ....हलाकि इसका उलटा पक्ष भी सत्य हे पर आज भी इसका दुरूपयोग ही हो रह हे सादुप्योग नही .यही हाल घरेलू हिंसा का होने जा रह हे .जिनके भी पति इअस या बडे पदो पर आमिर हे उनकी पत्निया तलक के लिए या अपने अवेधा संबंधो के पकड़े जाने पर इसका सहारा ले रही हे .अब रस्ते च्ल्त्वे अगर कोई लडकी मुझ पर आरोप लगाए कि वो मेरी पेरिमिका रही हे लिहाजा उसे उसका हक दिलाया जाये तो सबकुछ फिर उस लडकी कि मर्जी से ही होगा । अब गाव के राम्पर्साद कि बीवी तो अपने शराबी पति के खिलाफ रपट लिखने से रही .कुल मिलाकर ना तो हर स्त्री देवता हे ना ही हर पुरुष राक्षस हे । अब सूना हे बल विवाह पर दो साल कि कद ओर २०००० जुर्माना करने का विचार हे । हां हां सम्म्स्य का समाधान करने किससे बेहतर तरीका ओर क्या हो सकता हे जेसे गरीबी नही मिटी तो क्या हुआ गरीब ही मिटा दो ..वेसे ही ये कानून पुक्लिस वालो के लिए लूटने का लिसेंसा बन जायेगा इसमे कोई शक कि बात नही हे .अभी मेरे शर कि एक खबर ने मुझे ही विचलित कर दिया ----एक पति ने गुसे मे अपनी पत्नी को रात भर धोवाने (कपडे कुइताने का बात जेसा डंडा ) कि वो मर गी पित्पित्ते समय उसकी चोटी सी बेटी ने बाप के पान्वो मे लिपटकर माँ को ना मरने कि अपील कि लेकिन उस शेतान का दिल नही पसीजा .उसे शक था कि उसकी पत्नी के किसी से अवेधा संबंध थे .अगर ये सच हो तो भी किसी को इस तरह तो नही मारा जा सकता । क्या घरेलू हिंसा कानून इस तरह कि घटनाओ को रोक पायेगा जाहिर हे इउस तरह के कानून बंब्वा कर वूमेन अच्तिविस्त इसका सेहरा अपने सिर बंधय्न्गी ओर आसी ओरते आसे ही मरती रहन्गी । क्याफिर इस बहस को ख़त्म कर दिया जाएगा मनो अब कोई ह्गारेव्लू हिंसा का मामला ही ना होता हो .तो आप बाल विवाह कानून के लिए तैयार रहे । । कही सैकार का हाल आपत्कात के इंदिरा कि तरह ना हो जाये .....

हिंदी मे लिखना बहुत आसान

blaaggar के बेसिक मे जाकर transalitariyana मे यस् करे आपके ब्लोग कोम्पोज मे हिंदी वाला बटन. दिखेगा .मुझे तो बजरावाला जी ने हे . नए के लिए सबसे सुविधाजनक ओर बिना झंझट के आप हिंदी मे लिख सकते हे । मेने इसे बरहा से बेहतर पाया हे । एडिटिंग कि सुविधा भी हे .नए लेखको ओर पाठको को सुझाव दे बेतार तो यही हे कि कोई अच्छा तकनिकी लेखक इसके गुनू कि अन्य से तुलना करके ब्लोग लिख दे । शयद किसी ने लिखा भी हो पर मेरी नजर नही पडी वरना मे रोमन मे लिखकर परेशान नही होता । एक बार फिर बजरावाला जी का धन्यवाद ।

5/04/2007

roman me kyo ?meri samsya?

ak ko ijajat denge to kal 10 or aa jayenge .. to kya ye achhe baat nahi hogi . halki narad ke bajaya ase logo ke liye ak alag manch banaya jana chhiye . 1--1./2 saal se net use kar raha hu hindi me likhne me samarth nahi tha to 6 mah ta k kuch likha hi nahi . fir ghar par net liya to jese tese likhna shuru kiya . abhi sekha bhi nahi tha ki mera p c khraab ho gaya .samyabhav or dhnabhav ke karan abhi tak kharaab hi he .so cefe me jakar kaam chlata hu . blog likhna band hi kar diya tha . fir socha kyo na roman me likh du . pahle do chaar poste angregi me likhi thi to ak post me hi raat se subah ho jati thi . kher ab kefe se . socha ki baraha downlod karke likhu parntu .kefe me har baar naya p c milta he or har ak par downlode to kiya nahi ja sakta . kher meri samsya meri apni samsya he aapki nahi --- kuch dino tak adhyyan me yast onr ke karan 20 may ke bad hi likhna parmbha karunga . tab tak aap chhenge to o r log o ke blag padhkar us par roman me teepnee nahi dunga ......vese mujhe angreji me likhna jyada suvidhajank lagta he kyoki orkut par naye logo ya dosto ko link bejte samya hindi me likha huaa unke p c par display nahi ho pata or ve is or nahi a pate . kher iske liye me apne ak alag blog ka use kar lunga . narad se judne ka fayda ye tha ki ak bada pathk varg mil jata he . kher hindi ko roman me likhne ke liye shama chhta hu . aage se asi galti nahi hogi .narad se nikalne ka shram na kare me khud hi narad par rajisterd blog par roman me nahi likhunga .sheegra hi devnagri me likhunga .ak baar fir galati ke liye mafi chhta hu .vese ak blagger bandhu ne to benaam --- galiya tak beji he . mera apraadha itna bada to nahi he . ishvar unka bhala kare . unki galiya mujhe devnagri me likhne ke sath sath achhe angreji likhne padhne ke liye perit kar rahi he . purane log, purani baaten,purane tark ,purani jid ,purani galiya--mahilaon ko apmanit karne vali, purane to tareeke . naya kuch kabhi hona hi nahi chiye . hum sab jante he . duniya me sabse shrsth hamari sanskarti he . 1800 saal ki gulami -- bhart ka gorav . samndar paar jana paap he ,ahinsa,tark ki anumati nahi he ,duniya me kuch bhi utna bura nahi he jitnaa apne hi dayro me simat jana .

Vireginity ??

aaj ke bharat ke bare me mera anubhav ---- if a malew is vargine it means lack of opporctunity .if a female is vargine it means she dint make the opportunity .so females are more moral

5/02/2007

samajik nyaya---samajik anyaya

rajsthan me teachers ki barti ke liye 27000 post nikli thi .usme sc,st,ki mahilao ki kut off 200 me se 8 number gee he . ab aasi ladliya bhi teacher ban jayengi jo 200 me se 8 number layi he . dusri or genral ki 120 se 95 tak gee he .or 95 se neeche number lane vale ka asntosh aap samjh sakenge . vichlan 10---20 number ka ho to koi baat nahi . par ye kya aap bachho ko 200 me se 8 number valo se padhvange . mera unse koi dushmani nahi he . vo to bechre abhi 10 bhi pas nahi kar pate isiliye unki 500 site khali he . lakin meri hi jesi economilc background vale ko nokari or 80 -90 number lane ko thokare ye kaha ka nayaya he .vchliye is baat ko chode .klakin shksha prapat karna bachhe ka adhikar he . schoolo ka mukhya udeshya hi yahi he . samajik nayaya karna nahi . ye seedhe seedhe padhne vale bachho ke bhvishya ke sath kutharaghat he . samjik nayay or sksha pardan karne ke mulyo me susangti honi chiye . inme vichlamn 10 partishat se jyada ho or site khali rah jaye iskas matlab ye nahi ki sarkae pichdepan ke naam par in logo ke agde vargo ko revadiya baat de . ye to samajik anyaya he . iski vajah jati ko aarakshan ka akmatra karka banana ka parinaama he . mira ya ni multipal index ----vanchan suchkank apnana chhiye .kyoki pichdapan kee aadharo par hota he jese jati ,aarthik ,bhasha ,shetra.... lakin mediya me bhi vanchan suchkank ke bare me jankaari kabhi kabhar hi milti he .jin logo ko aarshan milta he un he bhi iske paksh me aage aana chhiye .. varna bhart me bhumat ki tanashahi janmat ka apharn kar ne se baaj nahi aayegi .

YAUN SHIKSHA KYO NAHI?

रामदेव जी ने कहा हें की यौन नहीं योग शिक्षा दो.में रामदेव जी और उनके योग का प्रशंसक हु पर यौन शिक्षा पर उनके विचार पचते नहीं हें. भारत में ज्यादातर दम्पति अपने वैवाहिक जीवन का आनंद नहीं उठा पाते.
 शरीर से इंकार करने का परिनाम  संबंधो के वास्तव में शारीर  से ऊपर न उठ पाने के रूप में प्रकट होता हे . BHART AK SAX KE PARTI ABSEST DESH HE . BACHHO SE 50 PARTISHAT YON DURYAVHAAR KE MAMLE BHI ISKI PUSTI KARTE HE . SAMAJ KA VATAVARN ATYANT KAMUK HE DIN BHAR ME PYAR YA SAX KE BARE ME GAHE BAGAHE 4-5 SUNNE DEKHNE KO TO MIL HI JATA HE .FIR AGAR BAGVAN YA PARKARTI NE HI MANUSHYA KO AASA BANAYA HE TO AAP ANTIM SATYA KA DAVA KARNE VALE KON HOTE HE .RAMAYAN ME BHI TO RAM NE SITA ---9 VASH KI BALIKA SE VIVAH KIYA THA .VIVHA SAX KARNE KA SAMJIK LEISENCE HI TO HE .IS PAR KH8ULI BAHAS CHLANE KE BAJAYA AADSHVADI NAJRIYE KA PARINAAM YE HUAA HE KI LOGO KO NA CHHTE HUE BHI TARAH TARAH KEW CHRE LAGAANME PADTE HE .SHAREER SE UPAR UTHKAR BAVNAO YA CHTNA KI YATRA KA RASTA YAHI SE JATA HE . AAP BINA ANUBHAV KE ISE NAKAAR NAHI SAKTE .AAYU KA HI PARTIBANDH HOTA TO PAJNANA ANGA 18 YA 21 KI AAYU ME AATE OR ARAJANAN KE PASHT SAMAPT HO JATE . MERI SAMJH ME PAHLE CONDOME JESI SUDHAYE NA HONE KE KARN BACHEE KE LALAN PALAN V A GARVBHVATI STREE KI RAKSHA KE DAYITAV HETU IN PARMPRAO KI UTPATI HUEE HOGI FIR SAMJ NE INHE DHARM ME SHAMIL KAR LIYA . ISIYE YE PARTIBANDH SABHI SAMJO ME DEEKHEE DETE HE . LEKIN SANCHAAE OR GARBHNIRODH KE SADHNO NE IN KARKO KA MAHTAV SAMPT KAR DIYA ISLIYE IN SAMBANDHO KA SWROOP BADAL RAHA HE . ISE SIRF PASCHTAYKARN KAHKAR NAKARA NAHI JA SAKTA . ME POLOGAMY KA ASAMRTHAK NAHUI HU .CYCOLOGIST BHI BATATE HE KI MANV SWABHAV SE MONOGAMIC HE .ANUBHAVI LOG BATA SAKTE HE KI PYAR OR SAX DO ALAG ALAG CHEEJE HE PAR BHAVNAO KI GAHRAEE ME UTRANE KE LIYE SHAREER KO PAAR KARNA JAROORI HE VARNA MAN KI KUNTHA USE BHI YARTH BANA DEGI ./ AB JYADA BHAS ME NAHI PADUNGA . IN MUDDO PAR KHULKAR BOLNA .\ APNE KO HI ANETIK SABIT KARNA HE . HALAKI YON YAYHAR NETIKTA KAS ANG HE YA NAHI YAH VIVADASPAD HE . SAX EDUCATION SE HUME APNE SHAREER KE BARE ME JYADA JANKAIYA MILEGI OR LUST KO KAABU ME RAKHNE YA APNE JIVAN SATHIU KIE SATH UNKE SAHI TAREEKE SE PURNA KIYE JAANE KI SAMBHAVNAYE BADENGI . ISSE AIDS KO ROKANE ME BHI MADAD MILEGI .. RAMDEV JI KI SOCH APNI JAGAH HE .. PAR KYA YE SUCH NAHI HE KI HUM YOG OR MEDITATION IS JEEVAN ME ADHIK SAFALTAYE PARPAT KARNE KE LIYE KARTE HE NA KI NIRBEEJ SAMADHI PRAPAT KARNE KE LIYE .

pichdo dalito ke parti sara dard in singh jati ke netaon me hi kyo ?//

pahle v p singh fie mp me digvijaya singh ab arjun singh .samjh me nahi aata agar inka janm pichde jati dalito ,alpsankhyak me nahi huaa to inke seene me itna dard kyo ..jahir he gavo me aaj bhi kisi dalit mahila ko naga karkne se lekar samuhik balatkaar tak in agadi jatiyo jamidar shash vargi ki bhagidari rahi he .or ye hi yaha samjik nyaya ke maseeha ban bethe he .arjun singh ke seene me itna hi dard hota to vo jakar samuhik blatkaar ki shikar priyanka se multe ya uske doshiyo ko saja dilane ki koshish karte ya kanno ko badlane pae nayi bahas chedte . par yaha to har kloi swarthi he . ak tarahf inhi ki varg ke log kapde utarte he dusri or ye samjik nayaya ke naam par vote mangte he .