4/27/2007

CAT---hindi me paper kyo nahi

cat ka paper hindi me nahi hota ---------kyo hona chhiye ?1 agar ho gaya to english padhe likhe 5-7 persent logio ki jagah baki log nahi bhar jayenge .beman log tark dete he ki ---hind me cat i study kese hogi .mera manana he ki jab medical ka paper hindi me dekar puri study jab english me hoti he to isme kyadeekat he .pareshaani ye he ki .bemaan logo ne beemani bhare tark de dekar gyan par apna kabja bana rakhaa he . varna compitition badh jayega . samsya ye he ki english padhne me dikkat nahi he par pahle emplyment ki shoyrity to ho .jese medical me akbaar hindi se fight karne ke baad bhi shayad hi koi fail hota ho . thdi 3-6 mahine tak pareshani jaroor aati he . beeman log resarvation or samajik naya par bahas kar rahe he . koi to yaar supreem court me yachika dayar karo is ichar ko aage badhoo . mene jaldbaji me likha he par ise farword kare taki . yogyta ki fotbaal se arjun singh ko khel ka fayda milne ki baja vastav me parteebhashali logo ka bhala ho . hume to yaar apnekaam layak a jati he . lakin baki logo ka kya .

4 टिप्‍पणियां:

मसिजीवी ने कहा…

इन संरचनाओं में भारतीय भाषाओं केलिए जगह बनाने की कोशिशें होनी चाहिए पर दिक्‍कत यह है कि उसका रास्‍ता सुप्रीम कोर्ट से नहीं है- वहॉं तो खुद ही हिंदी के बयान के साथ वर्नाक्‍यूलर इंडेम्निटी बांड देना पड़ता है।
सुचना के अधिकार वाला रास्‍ता ज्‍यादा ठीक रहेगा। वैसे इस तरह के एक प्रयास के तहत हम UPSC पर एक दावा ठोंक रहे हैं कि प्ररंभिक परीक्षा में हिंदी विषय की परीक्षा क्‍यों नहीं...देखें क्‍या होता है।

हरिराम ने कहा…

जब आप हिन्दी (देवनागरी) में ब्लॉग-लिखने के अभ्यस्त हो जाएँगे, जब 60% परीक्षार्थी हिन्दी में ही उत्तर देने की मांग करेंगे। तब प्रश्नपत्र भी हिन्दी में मिलेगा।

अनुनाद सिंह ने कहा…

सीधे-सीधे इसका उत्तर यह है कि अंगरेज लोग भारत से गये लेकिन भारत के 'स्वाभिमान' और उसके सगे भाई 'आत्मविश्वास' को भी बन्धक बना के लेते गये।

राकेश जैन-- ने कहा…

ANUNAAD JI AAP BILKUL SAHI FARMATE HE . MERI ENGLISH SE KOI DUSHMANI NAHI HE . PAR GYAN OR CAREER KE LIYE KISI BHASA PAR PAKAD HONA OR USE HAR JAGHA ATAK ATAK KAR BOLNA DO ALAG ALAG BATE HE . ENGLISH KI BHUMIKA PUL KI ONI CHIYE TJHI LAKIN USE INDIA KE VIKAS OR BHART KO JABRAN PICHDA RAKHNE KA HATHIYAAR BANA DIYA HE .